Faiz Syed Speech About Deed After Zina

Faiz Syed Speech About Deed After Zina

Advocate faiz syed kay bary ma tu ap janayt ha kay wo kon ha or kia karty ha lakin jin ko nhe pata un ko bata dety kay advocate faiz syed ek alim ha or bohat he achy bayan karty ha jis say logon ko bohat kuch janay ka moka milta ha or khas tor poar shadi shuda logon ko bohat kuch janay ka moka milta ha. Advocate Faiz syed boht achay insan hain jo k mian biwi k baray main akser aisi aisi batain btatay hain jo k boht karamud hotay hain Allah pak unhain zindagi day aur hamari mazeed rehnumai kernay ke taufeeq ata furmaaye. Woh boht achay achay kaam kertay hain aur larka larki k aur jawanon k boht aham maslon ko bayaan kertay hain.Advocate Faiz syed aam tor pur husband and wife k baray main he ziada tur bayaan kertay hain aur unkay baray main masail ko btatay hain jo k aam tor pur insan ko nahen pata hotay aur boht saray log is Husband and wife k maamaly main sharam kertay hain k pata nahen log kia kahain gay pur aisa nahen hona chahye

Advocate Faiz Syed is baray main kehtay hain k yeh jo log hain Allah pak maaf furmaye zina ker laitay hain aur uskay baad sachay dil say maafi maang laitay hain to unhain Allah pak maaf furmaa daita hai aur unhain chahye k Allah say suchay dil say maafi maang lain werna iska sila usko uskay waaldain buchon aur baiti say lia jaye ga Allah pak hamain in kaamon say mehfooz rakhay aur in kaamon say buchaaye

Add Comment

Required fields are marked *. Your email address will not be published.